Tumgik
#sad hindi shayari
themachomoron · 6 months
Text
sab kehte hain phir se kar lo mohabbat,
bhala dusri baarish se mitti mehki hai kabhi?
356 notes · View notes
stickyblazecreator · 3 months
Text
Tumblr media
"Milne ki ummed to nhi tujhse
per kaise keh dun ki intezar nhi tera"
234 notes · View notes
maihonhassan · 1 month
Text
Seeking you is not the same as having you:
“Tujhe paane ki koshish mein kuchh itna kho chuka hun main, ki tu mil bhi agar jaye to ab milne ka gham hoga.”
— Waseem Barelvi
62 notes · View notes
abdulkealfaaz · 8 months
Text
“Ab nahi karni hume bayaan halaat-e-dil kisiko,
Bayaan karne ka nateeja ye halaat hain hamari”
-a.a.k.
73 notes · View notes
chand-ki-priyatama · 21 days
Text
ऐसी थी उनकी आंखों की हमें उन आंखों में डूब जाना गवारा था
लोग करते होंगे नशे अफीम के हमें तो उनके दीदार का शबाब ही प्यारा था..... ~K.Y 💗
Tumblr media
24 notes · View notes
fuckasur · 2 months
Text
Jawab unki harkaton mein tha, hum baaton mein dhundte reh gaye
19 notes · View notes
perksofbeingaqib · 2 months
Text
Tumblr media
وہ میرے پاس سے گزرا،نہ دل دھڑکا نہ لب لرزے
قیامت ہے یوں خاموشی سے قیامت کا گزر جانا
.
12 notes · View notes
xdrdi · 7 months
Text
There's a world of difference between the hearts of those who love you and mine. Their hearts beat, but mine whispers your name, like a secret melody known only to us.
25 notes · View notes
yoursarshiyan · 12 days
Text
Kya sitam hai ki hum unhe ghar bana baithe,
Jo humare shehar ke sirf ek musafir the.
Kya zulm hai, hum unke liye the hijr ke khat ke sirf wo chaar panne,
Jo humare liye, humari zindagi ki kitab the.
~ arshiyan
Tumblr media
9 notes · View notes
stickyblazecreator · 5 months
Text
Tumblr media
Qabar per woh rone aye hain,
Humse pyaar hai ye kehne aaye hain,
Jab zinda the toh rulaya bahut tha,
Ab aaram se soye hain to jagane aaye hain
30 notes · View notes
maihonhassan · 1 month
Text
When i read this line;
"Haina mujhe ghalat fehmiyaan, Tujhe jub bhi likha , apna likha
My eyes got into tears
40 notes · View notes
shayriara · 6 months
Text
#Dildaar
जो आँखों का पानी समझे वो यार कहाँ मिलता है
रूह को वारने वाला ऐसा दिलदार कहाँ मिलता है
हमने तो वहशते,दहशते,हवस की चादर ही देखी है
किताबो वाला इश्क़ इस बाजार में कहाँ मिलता है
Jo aankho ka paani smjhe vo yaar kaha milta hai
Rooh ko vaarne wala esa dildaar kaha milta hai
Hamne to vahshte, dahshte, hawas ki chaadar hi dekhi hai
Kitaabo wala ishq is baazaar me kaha milta hai...
- Krishna sharma (कृष्णा शर्मा )
19 notes · View notes
abdulkealfaaz · 6 months
Text
“Beqadar duniya mein qadar karne waale hum hi hain kya?
Toote rishte sambhalne wale bus hum hi hain kya?
Kyu milte rahe patthar hume har sadak par?
Insaano ki nagri mein ek jaanwar bus hum hi hain kya?”
-a.a.k.
36 notes · View notes
singhe913 · 26 days
Text
Tujhe paane se zyada, Tera hona zaruri hai
kyunki zaroorat se zyada zindagi zaroori hai
Tujhe jaana toh pata chala zindagi adhuri hai
Kyunki jeene ke liye saason se zyada khushi zaroori hai
Poori karne aaye the, dil ki aas
Pyas samundar ki hai aur de rahe ho sirf kuch aasu kuch khas
Mukamal na ho ishq to nahi hungi udas
par dosti ko aise beizzat na kare janab
7 notes · View notes
rayyzcosmos · 1 month
Text
when शफ़ीक़ जौनपुरी wrote,
Tumblr media
13 notes · View notes
Text
"Zindagi Ka Dhoka"
Apno ki judaai ne mujhe akela kar diya, Dil pe yeh laga, duniya ne dhoka diya. Zindagi ki raahon mein muskurana chaaha, Par mera saaya bhi mujhe chhod chuka hai. Samajh ke samne paap na pooch, Aankhon mein mere raaz chhup gaye hain. Yeh safar kaise hai, raasta nazar nahi aata, Tum bhi laachar, aur main bhi anjaam ko pahuncha. Khamoshi meri kuch kehna chahti hai, Zakhmon ki kahani aankhon mein hai. Ae zindagi, ab kya shikwa karoon tujhse, Mera har khwaab tujhse rootha chuka hai.
15 notes · View notes