Tumgik
#urdu academia
blogbyher · 6 months
Text
Oh to be a florist but also a doctor but also a librarian but also a psychologist but also a baker but also work at a cafe but also cat.
607 notes · View notes
midnightsoulsworld · 2 months
Text
Kitaab-e-taqdeer se kya shikwa aye dil-e-nadaan ..
Jab har shay ne mit jana hai toh khwaish kaisi?
~Z
190 notes · View notes
ziyaanfarooq · 2 months
Text
In english we say ,"Let it be, they must have had their own reasons"
But in urdu Someone said,
Tumblr media
"Mana uske apne wajuhat rahe honge magar dil ko woh iraday aur waade yaad aajate ha"
258 notes · View notes
maihonhassan · 10 days
Text
These lines by Mustansar Hussain Tarar is so real:
"Logoun ke hissay ki khushi par hasad mat karein. Aap ne inke hissay ka gham bhi tou nahi dekha."
66 notes · View notes
lunamonchtuna · 3 months
Text
Tumblr media
tr: Upon hope, I persevere through each evening. But for some reason, today I can only weep.
— Shakeel Badayuni
74 notes · View notes
ihateyouvishal · 2 months
Text
it's all about when hafeez hoshiarpuri sahb said;
"Mohhabat karne waale kam na honge, teri mehfil ma lekin hum na honge"
54 notes · View notes
mehreenkhan · 1 year
Text
Tumblr media
Silsilay tor gaya woh sabhi jate jate
Warna itne tu marasim the ke aate jaate
Tumblr media
Shikwa-e-zulmat-shab se tu kahin behter tha
Apne hise ki koi shama jalate jate
Tumblr media
Kitna aasan tha tere hijar mein marna jaana
Phir bhi ik umer lagi jaan se jaate jaate
Tumblr media
Jashan-e-maqtal hi na barpa howa warna hum bhi
Paa bajoolan hi sahi nachte gaate jaate
Tumblr media
Us ki woh jaane use pas e wafa tha ke na tha
Tum Faraz apni taraf se tu nibhate jaate
-Ahmad Faraz
203 notes · View notes
sanelyinsanemiss · 5 days
Text
"Koi tumhe naa maang le humne yeh dua bhi mangi hai.."
Tumblr media
30 notes · View notes
Text
Tumhare khat mein naya ek salaãm kiska tha
Na tha raqeēb to akhir wo naãm kiska tha
- Daagh Dehalwi
23 notes · View notes
blogbyher · 8 months
Text
They say "stop crying" but our fictional man Salar said kya haal kar liya hai tumne apni aankho ka, tumhe mujh par taras nhi aata!
Book Peer e Kamil by Umera Ahmad
309 notes · View notes
midnightsoulsworld · 1 month
Text
Mana ke hum adab se baat nahi karte..
Par ye mano ke matlab se baat nahi karte..
Ye narm lehja pyari baatein tere liye hain....
Hum iss lehje mein sabse baat nahi karte ..
73 notes · View notes
ziyaanfarooq · 2 months
Text
In English Wb yeats says;
Tumblr media
"How many loved your moments of glad grace, And loved your beauty with love false or true, But one man loved the pilgrim soul in you, And loved the sorrows of your changing face;"
And In urdu Haffeez Hoshiarpuri says;
Tumblr media
"mohabbat karne vaale kam na hoñge tirī mahfil meñ lekin ham na hoñge agar tū ittifāqan mil bhī jaa.e tirī furqat ke sadme kam na hoñge "
41 notes · View notes
Text
Tumblr media
وہ جانتے ہیں کہ ہم ترستے ہیں انہیں دیکھنے کے لئے
شاید اسی لئے وہ ہم سے اتنا انتظار کرواتے ہیں ~
Woh jaante hain k hum taraste hain unhe dekhne ke liye
Shayad isi liye woh hum se itna intezar karwate hain ~
*Credits go to rightful owners
22 notes · View notes
maihonhassan · 13 days
Text
When Local Train sang:
Aaoge tum kabhi, meri jaa keh rahi, gayega ya sama, gayegi ye zameen
Badlega ye jahan, gayega asmaan, aaoge tum kabhi, meri jaa keh rahi
And Jaun Eliya replied:
"Tum jab aaogi to khoya hova paogi mujhe, meri tanhai mein khwabon ke siwa kuchh bhi nahin."
19 notes · View notes
lunamonchtuna · 2 months
Text
Tumblr media Tumblr media
— Ahmed Faraz (via lunamonchtuna)
33 notes · View notes
thedepressedkiddo · 1 year
Text
Ek tasver mei lagta hai ke hum bhi khush thy
Ek awaaz se lagta hai ke sab acha hai
Meri dunya mei koi cheez thikane pe nahi
Bas, tujhe dekh ke lagta hai ke sab acha hai
- idris babar
211 notes · View notes