Tumgik
#tehzeeb
rekhtaa · 2 years
Text
Mujhse mat pucho us shakhs mein kya achha hai
.
Acche achhon se mujhe mera bura acha hai
-
Tehzeeb Hafi
Saturday, October 1, 2022
6:45 PM, Bangalore, India
85 notes · View notes
Photo
Tumblr media
Cultured conversations with @jadedfruitcake 🧐☕️ #tehzeeb #culture #culturevultures #pretentious #toocoolforschool #stayinschoolkids #snobmobb #glittersnob #insidejoke #memesquad #memematerial #memeable #mememoments #wednesdaymood #chatstagram #textpost #textgram #textmemes #teacup #teatime #spillthetea https://www.instagram.com/p/Cn2BTGdrFPG/?igshid=NGJjMDIxMWI=
0 notes
maihonhassan · 3 months
Text
How beautifully Tahzeeb Hafi summed it up when he said; “Tujh ko pane mein masla yai hai, tujh ko khoone ke waswase rahenge.” He literally proved that everything feels and looks beautiful until we achieved it and that kuch cheezain la’hasil hi achi lagti hai :’)
67 notes · View notes
his-heart-hymns · 5 months
Text
Hum milenge kahi baagh mein gaav mein dhoop mein chaanv mein ret me dasht mein shehar mein masjido mein kaliso mein mandir me mehraab mein church mein mooslaadhaar baarish mein bazaar mein khwaab mein aag mein gehre paani mein galiyon mein jungle mein aur aasmaanon mein kono makaan se pare gair abaad saiyaraaye aarzoo mein sadiyon se khaali padi bench par jahaan maut bhi hum se dasto garebaan hogi tu bas ek do din ki mehmaan hogi.
-Tehzeeb Hafi
kono makaan se pare -beyond any dwelling gair abaad saiyaraaye aarzoo-unihabited/unexplored galaxies
dasto garebaan- Very close
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
46 notes · View notes
theqalbofnight · 4 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
39 notes · View notes
urbilaki · 6 months
Text
وہ ایک ایسا پھول ہے جس پر اپنی خوشبو بوجھ بنی ہے۔
she's a flower burdened by her own fragrance
45 notes · View notes
Text
وقت رخصت کا آ گیا لیکن ہم گھبرائے نہیں
اس کو کیا کھونا جس کو کبھی پایا ہی نہیں
پروین شاکر ~
Waqt rukhsat ka aa gaya lekin hum ghabraye nahi
Uss ko kya khona jis ko kabhi paya hi nahi
Parveen Shakir ~
29 notes · View notes
mashriqiyyah · 2 months
Text
Tumblr media
dastaan hoon main ik taveel magar tu jo sun le to mukhtasar bhi hoon
16 notes · View notes
zaallnoon · 5 months
Text
When Tehzeeb Hafi Said
Kitni raatein kaat chuka hoon par wo
wasl ka din
Is darya sy pehly kitny jungle
aaty hain
Humen to neend bhi ati hai to
adhi ati hai
Wo kesy hain jinko khawb mukamal aty hain.
18 notes · View notes
aashufta-sar · 7 months
Text
نہیں آتا کسی پر دل ہمارا وہی کشتی وہی ساحل ہمارا تیرے در پر کریں گے نوکری ہم تیری گلیاں ہیں مستقبل ہمارا
Nahi aata kisi par dil humara wohi kashti wohi sahil humara Tere dar par kareinge naukri hum teri galiyan hain mustaqbil humara
13 notes · View notes
Text
Tu bhi kab mere muthabik mujhe dukh de paya
Kisne barna ta yeh paymana agar khali tha
Ek dukh yeh ki tu milne nahi aaya mujhse
Ek dukh yeh ki us din mera ghar khali tha
- Tehzeeb Hafi
13 notes · View notes
terideevani · 1 year
Text
jab se usne kehncha hai kidki ka parda ek taraf, uska kamra ek taraf hai, baaki dunya ek taraf.
meine ab tak jitne bhi logon mein khud ko baanta hai, bachpan se rakhta aaya hun tera hissa ek taraf.
ek taraf mujhe jaldi hai uske dil mein ghar karne ki, ek taraf wo kar deta hai rafta-rafta ek taraf.
yun to aaj bhi tera dukh dil dehlaa deta hai lekin, tujhse judaa hone ke baad ka pehla hafta ek taraf.
uski aankhon ne mujhse meri khuddari cheeni varna, paaon ki thokar se kar deta tha mein dunya ek taraf.
Tehzeeb Hafi
24 notes · View notes
maihonhassan · 4 months
Text
When Faiz Ahmad Faiz wrote; “Jaanta hai ki woh na aayenge, phir bhi masroof e intezar hai dil.” And when Tehzeeb Hafi said; “Usi jagah par jahan kayi raste milengey, palat ke aaye tou sab se pehle tujhe milengey.”
42 notes · View notes
his-heart-hymns · 3 months
Text
Would that I were a tree flowerless and fruitless.
-Kahlil Gibran, The Garden of The Prophet
Main tanhaa ped hoon jungle ka mere patte jhadte jaate hain.
-Tehzeeb Hafi
The level of misery depicted within these lines is beyond comprehension.
15 notes · View notes
theqalbofnight · 4 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
24 notes · View notes
my-urdu-soul · 2 months
Text
یہ کس نے باغ سے اس شخص کو بلا لیا ہے
پرند اڑ گئے پیڑوں نے منہ بنا لیا ہے
اسے پتا تھا میں چھونے میں وقت لیتا ہوں
سو اس نے وصل کا دورانیہ بڑھا لیا ہے
یہ رات نام نہیں لے رہی تھی کٹنے کا
چراغ جوڑ کے لوگوں نے دن بنا لیا ہے
درخت چھاؤں سے ہٹ کر بھی اور بہت کچھ ہے
یہ کیسی چیز تھی اور ہم نے کام کیا لیا ہے
کھرچ رہا ہوں میں دیوار پر لکھے ہوئے نام
عجیب طرح کی اک بے بسی نے آ لیا ہے
- تہذیب حافی
5 notes · View notes