Tumgik
#nfaklines
sufiiiiiiii · 1 year
Text
please excuse my friends voice in-between.....
118 notes · View notes
maihonhassan · 3 months
Text
Yai shaaan tumhari hai Aaqa, tum arsh-e-bareen par pahunche ho,
Zeeshan Nabi hain sab lekin, Mairaj ka dulha koi nahin
"This glory is yours, my master. You have reached the highest heavens. All are noble, but none can compare to the groom of the Ascension."
- Nusrat Fateh Ali Khan
20 notes · View notes
aashufta-sar · 6 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Meri aankhon ko bakhshe hain aansun dil ko dagh e alam de gaye hain iss inayat pe qurbaan jaaun pyar maanga tha gham de gaye hain Dil tarapta hai faryaad kar ke aankh darti hai aansun bahaa ke aisi ulfat se woh jaate jaate mujh ko apni qasam de gaye hain
31 notes · View notes
theqalbofnight · 4 months
Text
ko’ii to hai jo nizaam-e-hastii chalaa rahaa hai
vohii Khudaa hai, vohii Khudaa hai, vohii Khudaa hai
dikha’ii bhii jo na de nazar bhii jo aa rahaa hai
vohii Khudaa hai, vohii Khudaa hai, vohii Khudaa hai
(Someone is there who is managing the order of life
He is God, He is God, He is God
He is invisible still He can be seen
He is God, He is God, He is God)
24 notes · View notes
arabiataj · 2 months
Text
"Chhoot jaye zamaana koi ghum nahi,
Haath tera rahe bas mere haath me" <3
18 notes · View notes
thecasseebear · 3 months
Text
Some memories never leave your bones. like salt in the sea; they become part of you. and you carry them
3 notes · View notes
mastmalangs-blog · 11 months
Text
When they say tum kitna badal gaye ho Raj/Simran??
Aap se milke hum, kuch badal say ga’ay
Shair parhnay lagay, gungunay lagay
Pehlay mashhoor thi, apni sanjeedgi
Ab to jab dekhye muskurane lage
Hum ko logo say milnay ka kab shouq tha
Mehfil araii ka, kab hamay zouq tha
Aap kay wastay hum nay yeah bhi kia
Milne jhulne lage, aney jane lage
Hum nay jab aap ki daykhe dilchaspiyaan
Aagaye jab hum mein bhi tabdeliyean
Ik musawwir say ho gaye dosti
Aur ghazalein bhi sun’nay suna’nay lagay
Aap se milke hum, kuch badal say ga’ay
Shair parhnay lagay, gungunay lagay !!
10 notes · View notes
unlikesun · 1 year
Text
Tumblr media
Tera gham yeh samajh ke sehta hun,Meri qismat hi mein likha hoga…:)
19 notes · View notes
selfhatedhuman · 8 months
Text
किसे पड़ी है जो जा सुनावे
पियारे पी को हमारी बतियाँ॥
Who cares who should go and tell
My sayings to my beloved!
~Amir Khusro
4 notes · View notes
metamorfishes · 1 year
Text
nothing comes close to this istg
“Yeh makhmoor aankhen jo badli hui hain
Kabhi hum ne inke the sadqe utare”
16 notes · View notes
nabxtangled · 2 years
Text
Tumblr media
Log katon se bach k chlte h
Humne phoolon se zakham khaye hain 🍃🌼
لوگ کانٹوں سے بھاگتے ہیں۔
ہم پھولوں سے زخمی ہوئے ہیں۔
29 notes · View notes
maihonhassan · 2 years
Text
When Faiz sahaab wrote “Teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai”. When Nusrat Fateh Ali Khan saahab sang “Ankheen Inn Ko Kahoon Yaa Kahoon Khawab Hain” and when Sayeed Qadri wrote “Aankhein teri kitni haseen ki inkaa aashiq , Main ban gaya hun, mujhko basa le in mein tu and Jaun Eliya said ”Qayamat khaiz hai aankhen tumhari”.
261 notes · View notes
aashufta-sar · 7 months
Text
دل کی بستی عجیب بستی ہے روز اجڑتی ہے روز بستی ہے
Dil ki basti ajeeb basti hai roz ujadti hai roz basti hai
20 notes · View notes
theqalbofnight · 11 months
Text
Tumblr media
unkey ek taga'ful se ,toot'tey hain dil kitney
,.,,unki ek tawajjo se kitney zakhm bhartey hain.,
18 notes · View notes
arabiataj · 2 months
Text
Tumblr media Tumblr media
Jaam par jaam peene se kya fayda
Subah Tak ye toh saari utar jayegi
Teri nazro se pi hai khuda ki kasam
Umar saari nashe me guzar jayegi
- from phiroon dhoondhta maikada tauba tauba by nfak
(note : I've brown skin and eyes too <3)
7 notes · View notes
observercamus · 8 months
Text
ये दूरियां है कड़ी बहुत मिलने की कोई राह मिले
2 notes · View notes