Tumgik
izhaar-e-ishq · 23 days
Text
When Vladimir Nabokov wrote:
"There are days when I adore you just a little bit more than a human being can adore."
But Jaun Elia said:
"Kya husn-e-ittefaq tha ki unki gali mein hum ek kaam se gaye, har kaam se gaye."
35 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 23 days
Text
Aage aane wala sheher kitna hi khoobsurat kyun na ho,
Peeche chhutne wala ghar bechain kar hi deta hai.
32 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 23 days
Text
Naa kiya karo zikr gairon ka mere saamne tum,
Mujhme itna bhi hunar nahin ki, jal jaun or tumhe dikhayi bhi na dein.
60 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 2 months
Text
Jiss ab tak talash karta hun,
gum-shuda ek yaad hai mujh mein.
26 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 2 months
Text
Tum mere saath hoge toh kya kahega zamana,
meri yahi ek tamanna tera yahi ek bahana.
22 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 2 months
Text
“Boring days, an unknown future, an irregular sleep, days pass and nothing new."
- Mahmoud Darwish
"Be-dili kya yun he din guzar jayenge,
Sirf zinda rahe hum toh marr jayenge."
- Jaun Elia
162 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 2 months
Text
Sher-o-Shayari toh bas dil behlane ka zariya hai,
Varna lafz kagaz pe utarne se mehboob lauta nahi karte.
37 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 2 months
Text
Tamasha dekh rahe the jo dubne ke mere,
meri talaash mein nikle hai kashtiyan le kar.
83 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 2 months
Text
Tujhe mein apni ghazal mein itni gehrai se likhunga,
Ki padhne wale ko tujhe dekhne ki talab hogi.
124 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 2 months
Text
In English we say:
“Out of all people you misunderstood me”
But in Urdu we say:
“Usay meri baatein ab samajh nahi aati,
Kabhi jo meri khamoshi ki tafseer likha karta tha.”
432 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 2 months
Text
Tumblr media
Current Read ✨💌🍂
9 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 2 months
Text
Saare zamane mein bat gaya waqt unka
Humare hisse mein sirf bahane aaye.
77 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 3 months
Text
Shayad yun hi chalega, tera mera rishta ummr bhar,
Mil gaye toh baatein lambi, aur na mile toh yaadein lambi.
43 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 3 months
Text
Wo kehte hain -
"Teri halat se lagta hai tera apna tha koi,
Itni saadgi se barbad koi gair nahi karta".
31 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 3 months
Text
Mujhe roz wo bichadne walon ke qisse bataya karta tha,
Maloom to ab hua mujhe, wo mujhe samjhaya karta tha.
22 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 3 months
Text
When Mirza Ghalib said -
“Na jane konsi shikayaton ke hum shikaar hogye, jitna dil saaf rakha utne gunahgaar hogye.”
32 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 3 months
Text
Hasrat hai ki unhe karib se dekhe,
karib ho toh ankhein uthayi nahi jati.
Ankhein uthti hai toh nazre milayi nahi jati,
aur nazre mil bhi gayi toh kya
qismat se milayi nahi jati.
24 notes · View notes