Tumgik
#darakht
saher-e-sahel · 1 year
Text
Goshware
Khizan ke mausam mein
In darakhton pe
Kahin kahin patte
Jese
Inke goshware hon
Un goshwaron main band
Hamare pyar ki baat
Woh baat
Jo tumne
Ankhon se kahi thi mujhse
Ab kabhi ye hawa
Jo un goshwaron se ulajhti hai
To hamare pyar ki baat
Jaa ke
Badalon se kehti hai
To aksar hum ne dekha hai
Us din
Ye badal
Ghir ghir ke aate hain
Ye sawan
Jhoom jhoom barasta ha
10 notes · View notes
mobinkhan14m · 1 year
Photo
Tumblr media
#Naiki Aur #Badi Ka #Darakht #YounusAlGohar #GoharShahi #ImamMehdiGoharShahi #ifollowGoharShahi #sufism #Torah #Quran #Bible Click: https://youtu.be/GceUY2GA0mU #Watch #ALRATV #Live at3:00 AM IST #WhatsApp For #Spiritual #Heart activation +447401855568 &for #Questions +447472540642 https://www.instagram.com/p/CkVsUX5PXIC/?igshid=NGJjMDIxMWI=
0 notes
greenjaydeep · 2 years
Photo
Tumblr media
Heal yourself first. The rest will come later 🌿 #naturephotography #sunshine #beforethesunset #neighbourhood #motog825gshot #promode #darakht #trunks #sokolkata #sunkissed🌞 #lightrays (at Salt Lake City, West Bengal, India) https://www.instagram.com/p/Cj73KiKP5_W/?igshid=NGJjMDIxMWI=
0 notes
pdfpkbookslibrary · 11 months
Text
0 notes
tasavvur-e-jaana · 10 months
Text
Darakht
//
Tumblr media
maut ka ilaaj dhundh raha hai shayad, yeh darakht bhi meri tarah tanha hai shayad.
zindagi mein ab hariyali nahi hogi kabhi, bas lamhe apne gin raha hai shayad.
woh inteqal ki ghadi jo aankh micholi khel rahi, uske peeche peeche daud kar thak gaya hai shayad.
na paati hain saath, na chidiya ka ghonsla, sansaar ne faariq ise abhi se kar diya hai shayad.
hayaat ke haalaat apne bheetar samet ta hua, zindagi ka raaz kahin khoj raha hai shayad.
kya use gale laga loon main bhi? ya chum loon, mere saath use bhi khaai mein sulaa doon main shayad.
//
61 notes · View notes
theqalbofnight · 10 months
Text
Transient Echoes" عنوان: "عبوری وصول
na rahenge hum,na humarey darakhkt,na un darakhton se baney darwazey,
ye jism mera dhool ke hawaley hoga,merey lagaye darakht loi kaat ke girayega,
na janey kitney parindon ke ghar tabbah hongey,ek zaminparast apne ghar ka darwaza lagwayega,
gir chalenge us shakh se saarey pattey, kahin koi mere ghar ki diwarein girayega,
jab rut dhalegi barishon ka mausam hoga,meri qabr par vo ek phool bhi beh jayega,.....
Tumblr media
55 notes · View notes
mmwiddc · 24 days
Text
Sabaat-e-mohabbat
Tumhari zindagi mein Jab Tumhari zindagi mein saari fizayein tumhare saath hon Jab phoolon ke bistar pr tumhari subha ho aur taaron ki chadar taley raat ho Jab phool tumhari khusboo se mahekne lage Jab chand tumhare chhat pe aane ki raha takey Jab tum kisi darakht ki chav mein jao tumpar phoolon ki barsaat ho Jab tumhare bheegi zulfen jhatakne se sawan ki shuruwat ho Jab Saari duniya ki baaton ke upar tumhari baat ho Jab tumhare isharon par waqt chale aur waqt ke paas tumhare saath bitane ko lamhat ho Jab Tumhe yeh duniya haseen lagne lage Jab Tum raaton mein jaago toh yeh duniya jagne lage Tum meri zindagi mein wapas mat aana Tum jaise mere saath they waise mat banjana Maine bahot duaein maangi hain tumhari khushiyon ke khaatri Tumhari zindagi mein saari fizayein tumhare saath ho Tum jis Raha chalo tumpar phoolon ki barsaat ho...
~ Sehr
14 notes · View notes
ayy-esha · 8 months
Text
Logon se inteqam mat liya karein,
Kharab phal khud hi darakht se gir jata hai.
23 notes · View notes
mukhtalif-adil · 2 months
Text
Tumhari maujoodgi
Garmiyon ki
Sakht dhoop me,
Bijli ke bagair
Rehne wale
Kisi gareeb
Ke Ghar me lage
Ghane darakht
Ke saye jaisi hai......
8 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 7 months
Text
Pichli gali k konay walay sunsaan makaan mn bil-akhir log bass gye hain. Tum tw kehtay thy, bargadd ka darakht us ghar ko basnay nhi deta? K bargadd apny puranay maalik k intizar mai hai. Woh apnay makaan mai kisi aur ko nhi biasaaye ga.
Pr naye makeeno'n ne bargadd pr jhoola dala hai, uski chaao'n mai chaarpai bichaai hai. Unho'n ne bargadd se dosti kar li hai. Ya shyd..ya shyd bargadd ne un se dosti kar li hai.
Shyd bargadd bhi thakk gya hou? Tanhaai bargadd ki shaam ka sabab ban rho hou, wehshat usay khokla kar rhi hou? Akela pann jarro'n ko kaat dalta hai, dil boorha kar deta hai.
Suno, tum mujhe qissa-e-bargadd na honay dena. Tum mere dil k boorha honay se pehle laut aana! 🥀🥀🥀
-SYT
Tumblr media
19 notes · View notes
siddiqbabukhan · 8 months
Text
Allah k Hukam Sure Ibrahim me.
Qyamat k Din Sab Log Allah k Samne Pesh Honge.
Chote Log Bado se Kahenge.Hum Dunya me Tumhare Mureed the.Ab Tum Allah k Azaab se Bachao.
Bade Kahenge:Agar Allah Hum ko Hidayat de Deta.Hum b Tum ko Seedha Raasta Bata Dete.
Shaitan Kahega:Allah ne Jo Wade Kiye the.Wo Sab Sachche the.mai ne Jo Wade Kiye Wo Jhoote the.Aur mai ne Bure Kaamo ki Taraf Tum ko Bulaya tha.Tumne mera
Kahena Kiyon Mana.
Nek Log Jannat me Dakhil Kiye Jayenge.
Nek Kaamo ki Misaal Khajoor k Darakht Jaisi.Bure Kaamo ki Misaal Jungli Jhadiyo Jaisi
Allah Apne Nek Banddo ko Gumrah Hone nahi Deta.
Bahut se Aalimo ne Apni Qhaum ko Gumrah Kar k Dozakh ka Raasta Bata Diya.
Allah ko Khush Karne Namaz Padho Allah k Banddo ki Madad Karo.Qyamat k Din
Ye Kaam me Aayengi.
Allah ne Tum ko Paida Hone se Marne Tak Be Shumar Neyamate di.Jis ko Tum Gin nahi Sakte.
Pert 46
2 notes · View notes
Text
تو خزاں میں جو سیر کو نکلے
ہرے ہو جائیں بے بہار درخت
Tu khazaan mein jo ser ko nikle
Harey hojayen be-bahaar darakht
—Imdad Ali Behr
Tumblr media
If you go for a walk in the autumn
You would make the withered trees turn green
6 notes · View notes
mobinkhan14m · 1 year
Photo
Tumblr media
#Naiki Aur #Badi Ka #Darakht #YounusAlGohar #GoharShahi #ImamMehdiGoharShahi #ifollowGoharShahi #sufism #Torah #Quran #Bible Click: https://youtu.be/GceUY2GA0mU #Watch #ALRATV #Live at3:00 AM IST #WhatsApp For #Spiritual #Heart activation +447401855568 &for #Questions +447472540642 https://www.instagram.com/p/CkVsQE1PYGr/?igshid=NGJjMDIxMWI=
0 notes
greenjaydeep · 2 years
Photo
Tumblr media
درخت دھوپ سے لڑتا ہے اس قدر دن بھر پھلوں سے شاخوں سے رہتا ہے بے خبر دن بھر ~ #atulajnabi #treesofinstagram #darakht #greenlovers #saltlakecity #motog825gshot darakht (at Salt Lake City, West Bengal, India) https://www.instagram.com/p/CgXEgvdvWWN/?igshid=NGJjMDIxMWI=
0 notes
goharshahi · 1 year
Video
youtube
*** ENABLE CC FOR ENGLISH SUBTITLES ***
New Video: Naiki Aur Badi Ka Darakht | Sufi Master Younus AlGohar | ALRA TV
https://www.youtube.com/watch?v=GceUY2GA0mU
The usage of metaphors, proverbs and parables is common in all celestial scriptures. As such, the term 'Tree of Goodness and the Tree of Evil' has often been thought to allude to two actual trees.
Sufi Master Younus AlGohar elucidates the symbolic interpretation of the Tree of Goodness and Tree of Evil as mentioned in the Torah.
-----------
➡️This video is a clip from Sufi Online with Younus AlGohar, a daily show on ALRA TV streamed LIVE on YouTube at 10 PM GMT - join us here: https://www.youtube.com/alratv/live
❓Have a question for Sufi Master Younus AlGohar? Text your questions to us on WhatsApp: +44 7472 540642 or Facebook messenger:  http://m.me/alratv
Watch the live recordings of these lectures every day at 22:00 GMT at: http://www.younusalgohar.com
🎥 Find this video on Daily Motion and Soundcloud http://www.dailymotion.com/mehdifound... https://soundcloud.com/younusalgohar/
---
New monthly publications!
The True Mehdi Magazine: http://www.thetruemehdi.com/
Messiah Herald Magazine: http://messiahherald.com/
--- Read more about Sufi Master Younus AlGohar's work against terrorism: www.younusalgohar.org.
📱Social Media Instagram: http://instagram.com/alratv https://www.instagram.com/younus_algohar
Twitter: https://twitter.com/AlRa_TV https://twitter.com/mehdifoundation https://twitter.com/MessiahFdn https://twitter.com/younusalgohar
Facebook: https://www.facebook.com/alratv/ https://www.facebook.com/HHYounusAlGo...
Websites: http://www.goharshahi.us/ http://www.theawaitedone.com/ http://thereligionofgod.com http://www.younusalgohar.org/
*NEW URDU LANGUAGE WEBSITE* http://www.mehdifoundation.com/
3 notes · View notes
tasavvur-e-jaana · 10 months
Text
bachpan
Tere bachpan ko nahi bacha paaya main, Tujhe kaandhe par bitha kar ghar toh le aaya main,
Phoolon se abhi ruksat hi kahan hui thi tu, Tere daaman ko kaanton se nahi bachaa paya main.
Tujhe aadat thi sitaaron ki chhaon mein sone ki, Sang-e-marmar ki dewaaron se nahi bachaa paaya main.
Khuli hawaaon mein khela karti teri zulfien, Haar mogron ke nahi bana paaya main.
Shaakh-e-darakht par Tera jhula tha suna, Uss par teri surili sadaa na laa payaa main.
Tere bachpan ko bachaa na paaya main, Tujhe ghar toh le aaya lekin, hasaa na paaya main. Woh bebaak befikri na bachaa paaya main.
14 notes · View notes