Tumgik
mahv-e-hayaat · 23 hours
Text
When people asked why do you like poetry so much?
And I replied to them;
- "Mein apni zaat ke sehra mein reh gyi tanha uske baad mujhe shayri ka shauk hua"
- "Shikwa na bakht se hai na asmaan se mujhko pahunchi jo kuch aziyat apne gumaan se mujhko"
8 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 2 days
Text
Tumblr media
Akal (عقل) ke do nukte fazool
Ishq (عشق) ke paanch nukte be mayne
Husn (حسن) ka ek nukta kuch bhi nahin
Dil (دل) bagair nukte ke sab par haavi
Tumblr media
13 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 2 days
Text
Tumblr media
"Kitne khushnaseeb hotey hai woh jo duaon mein maange jaate hai"
Tumblr media
4 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 3 days
Text
Kabhi hum bohot chah kar bhi kisi ki chahat mein shamil nhi ho saktey inkey liye ahem nhi ho sakte humari kami inhey mehsus nahin ho sakti hum kitni hi koshish karle humara naam inke liye benaam hi rehta hai ahmiyat kisi bhi tarah kharidi nhi Jaa sakti
15 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 3 days
Text
Tumblr media Tumblr media
"Agar tum mujhse puchte ho ki tum kitni baar mere khyaal mein aaye ho?..to mein kahungi fakat ek baar..kyunki tum aaye aur phir dobara mere paas se nhi gye"
8 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 5 days
Text
Tumblr media
"Ye kaisi mohabbat hai jo wakt ke sath sath gehri hoti chali jaa rahi hai woh kashti jiska koi kinara nhi hai ab bhi kyun tufaan ka saamna karne ke liye khadi hai jab woh mujhe mil nhi sakta to usey mere dil se nikaal de ya allah mita de ye mohabbat agar iska koi sila nhi hai"
- Jaan-e-jahaan
22 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 9 days
Text
Khwahishein aur khwaab?
"Raaz zo had se bahir mein tha apna aap dikhata kaise sapne ki bhi had thi akhir sapna aagey jata kaise" ~Munir Niyazi
"aur ikhtitam ye ki dil ab kuch nhi chahta"
15 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 13 days
Text
Tumblr media
"Na sawaal-e-wasl, na arz gham, na hikayatein, na shikayatein" -faiz Ahmed faiz
-hum bujh gaye dil jal gaya
217 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 15 days
Text
Siyah bakht
"tumhe pata hai siyah bakht kisey kehte hai.. ziski zaban mohabbat ke daawon se tar hon aur haath bilkul khaali" -(unlucky)
19 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 15 days
Text
Wakt
Pov: Every tragedy has a background
-Wakt karta hai parvarish barson haadse ek din mein nhi hotey -Qabil Azmeri
-Wakt ki pasand hai aati jaati raunakein wakt hai phoolon ki sej wakt hai kaaton ka taaj -Sahir ludhiyanvi
17 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 15 days
Text
Zindagi bohot azeeb hai hum aksar zindagi ka woh rang audhkar jeetey hai jo humein pasand nhi hota aur jo pasand hota hai woh humare ikhtiyaar mein nhi hota ikhtiyaar mein agar ho bhi jaaye to kismat ki mukhalif hawaein unka rukh badal deti hai aur hum wahi titli ke kuch rango ki tarah inko apni hatheliyon se utarta dekhte reh jaate hai
13 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 16 days
Text
Tumblr media
Dukh fasana nhi ki tujhse kahein dil bhi mana nhi ki tujhse kahein aaz tak apni bekali ka sabab khud bhi jana nhi ki tujhse kahein ek tu harf ashna tha magar ab zamana nhi ki tujhse kahein
-Ahmed Faraz
(If there's no reason to stay..is a good reason to go)
108 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 17 days
Text
Tumblr media
Zakhm khana hi zab mukaddar ho to phir koi phool ho ki pathar ho?
Tumblr media
17 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 18 days
Text
They ask : hakikat pasand ladkiya kaisi hoti hai?
To ispar itna kaha gaya ki hakeekat pasand ladkiya zaanti hai ki zindagi mein mohabbat hi sab kuch nhi hoti woh kisi ka intezar nhi karti woh apne maslon ka hal khud talaash karti hai woh jab tutati hai toh khud ko khud hi samet leti hai
27 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 19 days
Text
Bebasi itni badi cheez hai ke kabhi kabhi aap sirf saans lene ke alawa aur kuch nhi kar saktey
Tumblr media
191 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 19 days
Text
What is stronger than the human heart which shatters over and over and still lives -Rupi kaur
Ek aur din guzar gaya har koi apne ghar gaya..kisi ko Ishq hua zindagi se toh koi zindagi se hi dar gaya
Also Ahmed Faraz wrote;
Kisi ko ghar se nikalte hi mil gayi manzil koi humari tarah umr bhar safar mein raha
31 notes · View notes
mahv-e-hayaat · 19 days
Text
Tumblr media Tumblr media
"Aisa nhi ki mujhe raunak e duniya nhi pasand
Chahat ki baat hai bas mujhe chahat nhi rahi"
179 notes · View notes