Tumgik
#Falak Naaz
newsfeed2023 · 10 months
Text
Bigg Boss OTT 2: Who got evicted from Bigg Boss house this week? Jiya Shankar burst into pain on this matter, wept bitterly
Bigg Boss OTT 2: The Weekend Ka Vaar episode of Bigg Boss OTT 2 was quite interesting. Choreographer Terence Lewis came as a guest on the show. During this, he gave a task to the contestants, in which they had to identify who made unhelpful comments about them behind their back. In this Jia Shankar came to know that Avinash Sachdev had said something against him. Knowing this, tears welled up in…
View On WordPress
0 notes
arabiataj · 2 months
Text
10th of March <3
Tumblr media
suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain
so us ke shehar mein kuch din thehar ke dekhte hain
suna hai rabt hai us ko kharaab-haalon se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hain
suna hai dard ki gaahak hai chashm-e-naaz us ki
so hum bhi us ki gali se guzar ke dekhte hain
suna hai us ko bhi hai sher o shaayri se shagaf
so hum bhi mo'jize apne hunar ke dekhte hain
suna hai bole to baaton se phool jhadte hain
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hain
suna hai raat use chaand takta rehta hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hain
suna hai din ko use titliyan sataati hain
suna hai raat ko jugnoo thehar ke dekhte hain
suna hai hashr hain us ki ghazaal si aankhen
suna hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hain
suna hai raat se badh kar hain kaakulen us ki
suna hai shaam ko saaye guzar ke dekhte hain
suna hai us ki siyah-chashmagi qayamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hain
suna hai us ke labon se gulaab jalte hain
so hum bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hain
suna hai aaina timsaal hai jabeen us ki
jo saada dil hain use ban-sanwar ke dekhte hain
suna hai jab se hamaail hain us ki gardan mein
mizaaj aur hi laal o guhar ke dekhte hain
suna hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaan mein
palang zaaviye us ki kamar ke dekhte hain
suna hai us ke badan ki taraash aisi hai
ki phool apni qabaayein katar ke dekhte hain
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahin
ki us shajar pe shagoofe samar ke dekhte hain
bas ik nigaah se lutta hai qaafila dil ka
so rah-ravaan-e-tamanna bhi dar ke dekhte hain
suna hai us ke shabistaan se muttasil hai behisht
makeen udhar ke bhi jalwe idhar ke dekhte hain
ruke to gardishein us ka tawaaf karti hain
chale to us ko zamaane thehar ke dekhte hain
kise naseeb ki be-pairhan use dekhe
kabhi kabhi dar o deewaar ghar ke dekhte hain
kahaaniyaan hi sahi sab mubaalga hi sahi
agar vo khwaab hai taabeer kar ke dekhte hain
ab us ke shehar mein thehre ki kooch kar jaayen
faraaz aao sitaare safar ke dekhte hain
- Ahmad Faraz
16 notes · View notes
vipulchandra1990 · 10 months
Text
Bigg Boss OTT 2
This week in 'Bigg Boss OTT Season-2' Falak Naaz became evicted from the house. When she was leaving the house, her fellow contestant Avinash Sachdev became very emotional.
0 notes
all-about-news24x7 · 11 months
Text
After Sheejan Khan, sister Falak Naaz also has bright luck, will show in Salman Khan's show Bigg Boss OTT
After Sheejan Khan, sister Falak Naaz also has bright luck, will show in Salman Khan’s show Bigg Boss OTT Salman Khan has taken over the responsibility of Bigg Boss OTT, replacing Karan Johar. He will be seen hosting its second season. Many famous celebrities will appear in this controversial reality show which is going to start on Jio Cinema from 17th June. The names of some have already come…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
sadbabbygorl · 6 years
Text
"سُنا ہے لوگ اُسے آنکھ بھر کے دیکھتے ہیں."
Suna hai log use aankh bharr ke dekhte hain,
So uske shehr mein kuchh din thheher ke dekhte hain.
Suna hai rabbt hai usko kharaab-haalon se,
So apne aap ko barbaad kar ke dekhte hain.
Suna hai dard ki gahakk hai chashm-e-naaz uski,
So ham bhi uski gali se guzarr ke dekhte hain.
Suna hai usko bhi hai shayyr-o-shaayerri se shaghaaf,
So ham bhi maujjzayy apne hunarr ke dekhte hain.
Suna hai bolay toh baaton se phool jharrtay hain,
Ye baat hai toh chalo baat kar ke dekhte hain.
Suna hai raat ussay chaand takktaah rehta hai,
Sitaaray bahm-e-falak se utarr ke dekhte hain.
Suna hai din ko ussay titliyaan sataati hain,
Suna hai raat ko jugnu theherr ke dekhte hain.
Suna hai hashrr hain uski ghazal si aankhen,
Suna hai usko hirann dasht bhar ke dekhte hain.
Suna hai raat se barh kar hain kaakulen uski,
Suna hai shaam ko saaye guzar ke dekhte hai.
Suna hai uski siyaah-chashmagi qayaamat hai,
So usko surma-farosh aah bhar ke dekhte hain.
Suna hai uske labbon se gulaab jaltay hain,
So ham bahaar pe ilzaam dharr ke dekhte hain.
Suna hai aaina timsall hai jabeen uski,
Jo saada dil hain ussay bann-sanvarr ke dekhte hain.
Suna hai jab se hamaill hain uski garrdann mein,
mizaaj aur hee laal o guhaar ke dekhte hain.
Suna hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaan mein,
palanng zaaviye uski kamarr ke dekhte hain.
Suna hai uske badann ki taraash aisi hai,
K phool apni qabaaen kataar ke dekhte hain.
Wo sarv-qaddh hai magar be-gul-e-muraad nahi,
K us shajarr pe shagufay samarr ke dekhte hain.
Bas ik nigaah se lutt'ta hai qafilaa dil ka,
So rah-ravaan-e-tamanna bhi darr ke dekhte hain.
Suna hai uske shabistan se muttasil hai bahisht,
Makeen udhar ke bhi jalway idhar ke dekhte hain.
Rukay toh gardishen uska tavaaf kartī hain,
Chale toh usko zamaanay theherr ke dekhte hain.
kisi nasib ki be-pairahan ussay dekhe,
kabhi kabhi darr-o-deewaar gharr ke dekhte hain.
kahaaniyaan hee sahi sab mubalghayy hee sahi,
Agar wo khuaab hai tabeer kar ke dekhte hain.
Ab uske shehrr mein thehren k kuch kar jaaen,
'" Faraz "' aao sitaaray safar ke dekhte hain.
~AhmedFaraz~
75 notes · View notes
addyrockin · 5 years
Text
Nighaahe Naaz karti hain
Falak ke Aashiyane se
Suno ....
Khuda bhi Ruth Jaata hain
Kisi ka Dil Dukhane se
5 notes · View notes
sarien27 · 2 years
Photo
Tumblr media
Falak Naaz: Interesting pics of the actress https://ift.tt/ytzLlam
0 notes
salmankhanholics · 6 years
Text
★ Bigg Boss 12: Salman Khan's Show Will Have Its Grand Premiere On This Date!
July 26, 2018  Salman Khan, who is currently seen hosting ‘Dus Ka Dum 3’, is all set to return with the 12th season of the most controversial reality show Bigg Boss. The actor is yet again going to entertain all of us for over three months with his puns and sarcasms. Reportedly, Bigg Boss 12 will take the 10:30 pm slot on weekdays and 9.00 pm slot on weekend for the ‘Weekend Ka Vaar’. The show will replace Dev 2 and Dance Deewane on Colors. Bigg Boss 12 will have its grand premiere on September 16.
Sources also suggest that Salman, who is currently busy shooting ‘Bharat’ will shoot for the promo in the first week of August. Shared a source with indianexpress.com, “Owing to some creative changes, the channel has decided to prepone the launch of Bigg Boss. The show will now wrap up by end of December. Salman, who is busy shooting for Bharat, will juggle between the shoots for now. The work on the new set has already begun.
”Just like every year, the Bigg Boss house will a mix of celebrities and commoners as contestants except they will be welcomed in pairs this year. What’s more interesting is that this year, the makers have decided to bring in not just spouses but parents, siblings, co-workers and even friends as contestants. Woah! this season is definitely going to be crazy as we can already imagine what groups will be formed inside the Bigg Boss house. 
Speaking of commoners, their audition is underway. Also, the makers are having meetings with popular celebrities. Buzz is that estranged sisters Shafaq and Falak Naaz, couples Dipika Kakar and Shoaib Ibrahim, Siddharth Sagar and Subuhi Joshi, Milind Soman and Ankita Konwar and mother-son duo Vibha and Puru Chibber have been approached for the upcoming season. Let us know, what do you think about this, in the comment section below. Watch this space for further updates.
5 notes · View notes
Photo
Tumblr media
Shehnai Wedding by Afrozeh - FALAK NAAZ
0 notes
falaknaaz12 · 4 years
Quote
Muskurana sikhna padta hai yaaron... Rona toh zindagi paida hote hi sikha deti hai...
falak naaz
1 note · View note
topnews24x7 · 4 years
Text
Sherlyn Chopra falak naaz ishita raj reveals Holi stories and give best wishes to fans dv | HOLI 2020: शर्लिन चोपड़ा ने बताया, जब पहली बार प्‍लेबॉय मेंशन में खेली थी होली… | entertainment – News in Hindi
शर्लिन चोपड़ा ने कोरोना वायरस से सतर्क रहने की भी बात कही है. मुंबई : आज होली है और चारों तरफ रंग से सराबोर मस्‍तीभरे लोगों की टोली आपको नजर आ ही रही होगी. बॉलीवुड की बात करें तो फिल्‍मी होली से लेकर फिल्‍मी सितारों की पर्सनल होली तक, सब कुछ काफी दिलचस्‍प होता है. […] from WordPress https://ift.tt/2VZpMck via IFTTT
0 notes
dnnthao · 5 years
Text
Tweeted
Liked on YouTube: Henna Tatto Design|Beautiful And Easy Design Tattoo||Alphabet R||By Falak Naaz https://t.co/SyuMIErbAf
— Đặng Nguyễn Nhật Thảo (@dnnthao) November 24, 2018
0 notes
pakibookspk · 6 years
Link
Khawateen Digest August 2018 Free Download
Read Online and Free Download Khawateen Digest August 2018 in PDF format.You can Download Khawateen Digest August 2018 in PDF Format and Click the below link and Read this Book Online.
Khawateen Digest is the Most Famous Digest in Pakistan… Because Most Famouse Authors of Pakistan is Now Working on Khawateen Digest.Khawateen Digest August 2018 is Now Available For Free Download.Khawateen Digest August 2018 Contains Latest Novels, Serial Novels, Novelets, Latest Urdu Afsaaney, Khawateen ka DastarKhawan, Latest Khawateen Pakwan August 2018, Interview…. These Novels, Serial Novels, Novelets, Ghazals, Nazams Lists are the Given Below :
Khawateen Digest August 2018 Novels :
Alaf by Umera Ahmed
Haalim by Nimra Ahmed
Dasht-e-Junoon by Amina Riaz
Nuskha Haey Wafa by Naeema Naaz 
Yeh Qareeney Ahle Muhabat ky by Fakhra Jabeeh
Behr-e-Bekaraan by Sameena Farhan
Bakra Mandi by Nafeesa Saeed
Be Chara Majno by Laiba Awan
Aik Qadam by Sawera Falak
PakiBooks Provide Free Urdu Books, Urdu Digests, Magazines, Jasoosi Novels, Social Books, Urdu Novels, Books of Kids, Latest Serial Novels, Computer Books, Educational Books, Health Books, Ibne Safi Novels, Imran Series, Ispecter Jamshed Series, Ishtiaq Ahmed Novels, Islamic Books, Khaufnak Novels, Poetry Books, Safarnama Books, Tanzo Mazah Books, Funny Books, and All Kind of Urdu Books…
PakiBooks Contain Latest Urdu Digests and Magazines Like Shuaa Digest, Jasoosi Digest, Sarguzasht Digest, Suspense Digets, Kiran Digest , Rida Digest, Hina Digest, Pakeeza Digest and Many More.. Click Here to Get Latest Digests and Magazines.
We try our best to make PakiBooks a large number of Urdu Society.Please Give Feedback.Thanks
Khawateen Digest August 2018 Information are the Given Below :
Khawateen Digest August 2018 Free Download and Read online.You Can Download Khawateen Digest August 2018 directly and Read Khawateen Digest August 2018 online.Thank you
 Title Khawateen Digest August 2018 Author  PakiBooks Language Urdu Posted By PakiBooks Admin M Anas Akram Urdu Title
خواتین ڈائجسٹ اگست 2018
Click Below the Button to Download Khawateen Digest August 2018 :
We Always Provide Direct Link For Downloading Any Book.So that the Visitors didn’t faced any issue While Downloading the Books…! Just Click Below the Link to Download Khawateen Digest August 2018
(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});
(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});
Khawateen Digest August 2018 Read Online : 
We Are Uploading..Please Wait a While
The post Khawateen Digest August 2018 appeared first on Paki Books.
0 notes
fajraali · 6 years
Text
Suna Hai Log Usay Aankh Bhar Ke Dekhte Hain
So Us Ke Shahar Mein Kuch Din Thehar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Rabt Hai Usko Kharaab Halon Se
So Apne Aap Ko Barbaad Karke Dekhte Hain
Suna Hai Dard Ki Ga-Hak Hai Chashm-E-Naaz Uski
So Ham Bhi Uski Gali Se Guzar Kar Dekhte Hain
Suna Hai Usko Bhi Hai Sheir-O-Shaeri Se Shaghaf
So Ham Bhi Moajze Apne Hunar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Bole To Baton Se Phol Jharte Hain
Yeh Baat Hai To Chalo Baat Kar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Raat Use Chaand Taktaa Rehta Hai
Sitare Baam-E-Falak Se Utar Kar Dekhte Hain
Suna Hai Din Ko Use Titliyaan Satati Hain
Suna Hai Raat Ko Jugnu Thehr Ke Dekhte Hain
Suna Hai Hashr Hain Uski Ghazal Si Aankhein
Suna Hai Usko Hiran Dasht Bhar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Uski Siyah Chashmagi Qayamat Hai
So Usko Surma Farosh Aankh Bhar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Uske Labon Se Gulab Jalte Hain
So Ham Bahaarh Pe Ilzaam Dhar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Aaeinaa Tamasil Hai Jabin Uski
Jo Saadaa Dil Hai Use Ban-Sanwar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Uske Badan Ke Taraash Aise Hain
Ke Phol Apni Qabaaein Katar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Uski Shabistaan Se Mut-Tasil Hai Bahisht
Makeen Udhar Ke Bhi Jalve Idhar Ke Dekhte Hain
Ruke Toh Gardishein Uska Tawaaf Karti Hain
Chale To Usko Zamaane Thehr Ke Dekhte Hain
Kahaniyan He Sahi Sab Mubalghe He Sahi
Agar Woh Khawab Hai Tou Taabir Kar Ke Dekhte Hain
Ab Usake Shehar Mein Thehrein Ke Koch Kar Jaein
"Faraz" Aao Sitare Safar Ke Dekhte Hain
0 notes
kakakhelhalak-blog · 7 years
Audio
its pashto songs Singer Falak Naz marwat belong to Luky Marwat 
0 notes
falaknaaz12 · 4 years
Quote
Agar kisi ki yaadon se zindagi guzar jaati, Toh kabhi koi kisise milne ki fariyaad na karta...
Falak Naaz
1 note · View note