Tumgik
#BHAI BRAIN KAAM NAHI KAR RHA THA
hinsaa-paramo-dharma · 11 months
Text
Bhagwaan ji yeh back-to-back itne embarrassing moments de kyu rahe ho? 😭
11 notes · View notes
gohealthscience · 5 years
Link
Real Science Experiment - Apne Dimag (BRAIN) ke bare me ye baten jaan lo kabhi bhi bimar nhi hoge. kisi bhi bimari mai kisi bhi stage se nikl sakte ho yeh Sicenticficly Proofed Facts hai. orr iske bad apka bimari ko dekhne ka nazaria hi badal jayega. aap kisi bhi bimari ka illaj apne ghar pe he kr skte ho mai davva krta hu ki yeh Article agar aap pura padoge apki apne bare me soch badal jaye gi.
Jadu Tona Real Science Experiment | Unknown Power of Subconscious Mind - The Placebo Effect
Subconscious Mind
Dosto apne akser suna hi hoga ki "AGAR BELIVE KRO TO SAB HAI AGAR NHI KRO TO KUSH NHI'' 55 sal ke ik admi ne Jadu tona or andhvishwas prr vishwas kiya orr uske sath kya hua aap jan ke haran ho jayege. Hello friends! kaise ho umeed hai 👌👌 achhe hi honge 😄 So Friends aap ajj yeh jan ke haran ho jayege apki soch kya kya kr sakti hai, "its a fact" ki jo aap sochte ho vhi aap bn jate ho, ya vhi aap pate ho. to mere dosto yeh koi mai jadu or magic ya andhvishwas ki bat nhi kr rha hu. Kyon ki iska scientific proof hai. 😄 So lets begin ✌😁
Power of Subconscious Mind - Placebo Effect | Real Case Study
So (4 November 1938) me ek 55 years old admi ko U.S.A ke TENNESSE STATE ke ek Hospital mai laya gya use ek asi state se Diagnos kiya gya tha jiske bare me koi nhi janta tha uss Patiant ka name tha VANCE VANDERS orr inhno ne kush dino me he 35kg sarirak mans kho dia tha mtlb 35 kg Weight Loss. Inke shareer me inki haddia tak dikhai de rhi thi. orr chera (face) ek dm khrab ho gya tha, sikud gya tha. kus b bilkul shape me nhi tha. VANCE ki wife ne unko hospital me admit kiya too unka case Doctor Draiten Dohartee k dwara handle kia gaya tha. orr uss doctor ne bhi eisa kush pehle kabhi nhi dekha sabhi haran tab huye jab sabhi tests ke bavjood unki halt sabhi tests me bilkil normal aa rhi thi koi bhi bimari nhi thi and sabhi organs bilkul thik kam kr rhe the. Ye sab dekh ke Doctor preshan ho gaye orr jab doctor ne iske bare me VANCE  ki wife se bat ki orr unsee iske bare me pucha ki kya uhne ise piche kya vajha lagti hai to VANCE ki wife ne kha ki 3 months pahele ik kala jadu (black magic) krne vale tantrik ne uhne gusse me ik sharap de diya tha ki tum bhot jldi mar jaoge orr koi thume bacha nhi skta. Orr usi din ke bad unki halat din prati din khrab hone lagi. Orr abb doctor ne is pe bhot soch vichar kiya orr agle din uhnone VANCE or unki family se bat ki orr kaha ki kal hmne usi tantrik se bat ki orr use daraya orr police ki dhamkia di too usne sab sach sach bata dia usne kaha ki usne VANCE ke uper Chipkli (Lizard) ke ande (eggs) chidke the jin me se ik chipkli ka janm VANCE ke shareer ke ander hua hai jo unko andr hi ander kha rhi hai jiski vajha se ye sab ho raha hai ye kahate hi uhnone nurse ko ik injection laane ko kaha jo ik immatic jani ke ik ulti krwane vali dawai se bhara hua tha. Injection lagane ke kush minute baad hi VANCE ne ulti kr di or fir doctor ne vaha ik mari hui chipkli dal di oor fir VANCE ko kaha gaya ki yahi vo vajha thi jo thume ander se kha rhi thi aab tum azzad ho VANCE. (adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({}); iske bad VANCE ne fir se uss chipkli ko dekha orr dekhne ke bad VANCE ne ik bhari saas li orr soo gaya orr fir jab vo agle din uttha too usne kaha ki aab vo aisa mehsoos kr reha hai jese usme ik nai jaan aa gayi ho voo dheere dheere bilkul thik bhi ho gaya. Too friends aab aap socho ge ki ye sirf ek kahani hai, lekin mere dosto yeh ek real case hai aap cahe to ise khud search kr ke bhi dekh skte ho. Yeh ek bilkul real case tha jisne Medical Science ko hila ke rakh diya kyon ki aab jara dhyan se sunna joo hua vo real nhi tha mtlb na to doctor ne kisi tantrik se koi batt ki thi orr na hi uss Paitaint ke andr koi chipkli thi ye mehez ik dikhwa tha jo VANCE ko yakeen dilane ke liye kiya gaya tha. Prr sochne vali bat hai ki agr aisa kush tha hi nhi to kya sach me koi shrap tha jiski vajha se VANCE ki halat itni khrab ho gayi too mere dosto iska jawab hai nhi asal me agar kush VANCE ko ander he ander se kha raha tha too vo tha uska khud ka hi DIMAG (BRAIN) aab aap kaho ge ki ye kese? Aise he iss case ki puri study fir 4 medical professors ne ki kyuki VANCE ka jinda reh pana kisi chamtkar (miracle) se kam nhi tha kyuki phle bhi ese kai cases ho chuke the ki log kisi sharap (curse) ki vajha se apni jan gava baithe the. Orr aaj bhi lagbhag 80 ya 90 sal bad bhi aise cases hote hain. Dosto shyd aap khoge ki ooh Go Health Science wale bakwas kar rahe hai. aaj kal bhi kya koi in cheezo mai believe krta hai? Too well aaj issi sharap ne hame chamka dene ke liye ikk naya roop dharan krr liya hai, jiske bare mai aap age padhege. DR. GLIFTON MRADOR ek head doctor hain tennsee ke VANDERBILT SCHOOL OF MEDICINE ke uhnone unginat aise cases dekhe hai jis me se ek Paitaint to ko end stage of lever cancer se diagnose kiya gaya tha oor kyuki use pata tha ki voo aab marne vala hai isi liye kush mahino bad aisa he hua voo sach mai mar gaya. Autopsie report ne bataya ki vo tumer ik bhot hi chotti si jagah me tha oor spread bhi nhi ho raha tha asal mai uhnone kaha ki voo Paitaint cancer ki vajha se nhi mara balki vo ye yakeen kr ke mara tha ki vo cancer se marne vala hai. DR. GLIFTON MRADOR ke anusar aaj kal ke tantrik vese nhi dikhte jo ham dekhte hai voo white suit phene orr garden (neck) me stethoscope lagaye kush aise dikhte hai.
Doctor
Asal mai inke dwara kisi bhi Paitaint ko pehle he dra diya jata hai ki use koi aaisii bimari hai jiska illaj ajj vigyaan (science) ke paas nhi hai oor too oor media ne bhi iss me bhoot achha yogdan diya hai bimario ke prati dar or khoof falane ka iss se Paitaints phele se he, ise unki kissmat samj kar haar mann baith te hai. friends hame nahi pata ki hamare dimag (BRAIN) ke paas ittni shakti (power) kese hai prr Placebo Effect ki power ko koi bhi Sciencetist (vayaganyik) mana nhi kar sakte. Placebo effect koi chamatkar nhi la sakta prr measurable sakaratmak vichar jroor la sakta hai lekin isska shatani bhai bhi hai. oor vo hai the Nocebo Effect he in sari maut (Deaths) ka karan tha jinme log phele se hi ye samaj baithe the ki vo marne vale hai. Asal mai nocebo effect he vo karan hai ki hame yeh sharap kaam krte dikhai dete hai. Hamare BRAIN me hamare thoughts mee shakti hoti hai jise scans ke dwara bhi proof kiya gaya hai. Nocebo effect mai stress ke karan hamare dimag ki Neurochemistry orr sharrirk Hormones dono ka balance gadbada jata hai hamare shareer mai har ik karaye ke ho pane mai inhe cheezo ka yogdan hota hai. Asal mai Nocebo effect hamare dimmag (BRAIN) mai DOPAMINE and OPIOID  activities ko decrease karta hai oor jese ki ham jante hi hai ki jindgi ke har important karaye ke liye DOPAMINE bhoot jaruri hai isi liye kam dopamine ke karan nocebo effect mai hamara sharririk orr mansik dukh dono bhoot he badh jata hai prr placebo effect mai iska bilkul ulta hota hai. sharririk or mansik dukh dono kam ho jate hai iske illava kai researchers ka mann na yeh bhi hai ki belive yani ki manayta bhi iska mool karan ho sakta hai. Dosto yaha koi jaddu tona ki baat nhi chal rahi hai prr baat ikdam simple hai ki burri khaber ka matlab shareer ki kharrab dekhbhal doctor ki side se bhi kyuki uhno ne phele se hi ye manayta rakhi hai ki iss case mai too admi marta he hai oor Paitaint ki side se bhi jisne aaj kal ke Mordren tantrik prr bharosa kar ke man bhi liya. Ajj ke jamane mai agar koi tantrik aa ke hme sharrap de de to ham  uss pr hasege 😂 prr vahi agar ek doctor aa ke kahe ki apko ik untreatable bimari ho gayi hai or yeh apke brain scans orr body scans bata rahe hai too aap un par bilkul vishwas krne lagoge oor fir yahi belive apke age chal kar apki zindgi ki har kariyo ko effect krega oor fir ant mai anjam achha nahi hoga. too friends the Placebo Effect orr the Nocebo Effect ke piche kush ye scientific resons hai oor ye bilkul kaam krte hai. oor hmne ek nhi hazaro experiments k dwara yeh proof bhi kiya hai. Too friends hamasha apne ander ek Positive Thinking rakhiye orr jyada stress kabhi mat lena "trust me" apki zindgi yeh deserve nhi krti☺. Soo umeed hai dosto ki aap kush to sikhe he honge ki hamesha sakaratmak raho oor the Placebo Effect ke bare mai apki kya raye hai, iss vishye mai kya Placebo Effect ko Scientifically samjhaya ja skta hai. oor ya fir iske piche koi doosri anjani vajha hai. (adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({}); 👇niche comment kr ke jaroor bataiye soo bye😉see you again with a new interesting topic. Also Read:- Bimari kya hoti hai | Definition of Disease according to Science @gohealthscience #gohealthscience
0 notes