Tumgik
dilkizeenat · 6 years
Photo
Tumblr media
https://instagram.com/p/BlBQeWyAoEh/
15K notes · View notes
dilkizeenat · 7 years
Photo
Tumblr media
33K notes · View notes
dilkizeenat · 7 years
Quote
The heart has reasons that reason does not understand.
Jacques Benigne Bossuel. (via adonisimam)
83 notes · View notes
dilkizeenat · 7 years
Text
Words to replace said, except this actually helps
I got pretty fed up with looking for words to replace said because they weren’t sorted in a way I could easily use/find them for the right time. So I did some myself.
IN RESPONSE TO Acknowledged Answered Protested
INPUT/JOIN CONVERSATION/ASK Added Implored Inquired Insisted Proposed Queried Questioned Recommended Testified
GUILTY/RELUCTANCE/SORRY Admitted Apologized Conceded Confessed Professed
FOR SOMEONE ELSE Advised Criticized Suggested
JUST CHECKING Affirmed Agreed Alleged Confirmed
LOUD Announced Chanted Crowed
LEWD/CUTE/SECRET SPY FEEL Appealed Disclosed Moaned
ANGRY FUCK OFF MATE WANNA FIGHT Argued Barked Challenged Cursed Fumed Growled Hissed Roared Swore
SMARTASS Articulated Asserted Assured Avowed Claimed Commanded Cross-examined Demanded Digressed Directed Foretold Instructed Interrupted Predicted Proclaimed Quoted Theorized
ASSHOLE Bellowed Boasted Bragged
NERVOUS TRAINWRECK Babbled Bawled Mumbled Sputtered Stammered Stuttered
SUAVE MOTHERFUCKER Bargained Divulged Disclosed Exhorted
FIRST OFF Began
LASTLY Concluded Concurred
WEAK PUSY Begged Blurted Complained Cried Faltered Fretted
HAPPY/LOL Cajoled Exclaimed Gushed Jested Joked Laughed
WEIRDLY HAPPY/EXCITED Extolled Jabbered Raved
BRUH, CHILL Cautioned Warned
ACTUALLY, YOU’RE WRONG Chided Contended Corrected Countered Debated Elaborated Objected Ranted Retorted
CHILL SAVAGE Commented Continued Observed Surmised
LISTEN BUDDY Enunciated Explained Elaborated Hinted Implied Lectured Reiterated Recited Reminded Stressed
BRUH I NEED U AND U NEED ME Confided Offered Urged
FINE Consented Decided
TOO EMO FULL OF EMOTIONS Croaked Lamented Pledged Sobbed Sympathized Wailed Whimpered
JUST SAYING Declared Decreed Mentioned Noted Pointed out Postulated Speculated Stated Told Vouched
WASN’T ME Denied Lied
EVIL SMARTASS Dictated Equivocated Ordered Reprimanded Threatened
BORED Droned Sighed
SHHHH IT’S QUIET TIME Echoed Mumbled Murmured Muttered Uttered Whispered
DRAMA QUEEN Exaggerated Panted Pleaded Prayed Preached
OH SHIT Gasped Marveled Screamed Screeched Shouted Shrieked Yelped Yelled
ANNOYED Grumbled Grunted Jeered Quipped Scolded Snapped Snarled Sneered
ANNOYING Nagged
I DON’T REALLY CARE BUT WHATEVER Guessed Ventured
I’M DRUNK OR JUST BEING WEIRDLY EXPRESSIVE FOR A POINT/SARCASM Hooted Howled Yowled
I WONDER Pondered Voiced Wondered
OH, YEAH, WHOOPS Recalled Recited Remembered
SURPRISE BITCH Revealed
IT SEEMS FAKE BUT OKAY/HA ACTUALLY FUNNY BUT I DON’T WANT TO LAUGH OUT LOUD Scoffed Snickered Snorted
BITCHY Tattled Taunted Teased
783K notes · View notes
dilkizeenat · 8 years
Video
vine
Lenticular cloud hanging out over glacier and hills in Iceland
42K notes · View notes
dilkizeenat · 9 years
Photo
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Karbala: a complete picture M H Datoo
0 notes
dilkizeenat · 9 years
Text
jis dar pe aap rukte thay lenne ijazatein, aate farishte arsh se karne ziyaratein,  uss behaya ne aag se woh darr jala diya  ayy shah e anbiya, yeh musalman ne kya kiya 
1 note · View note
dilkizeenat · 9 years
Photo
Tumblr media Tumblr media
Heinz Halm takes a different approach in explaining the rituals of Muharram
0 notes
dilkizeenat · 9 years
Text
“Every mischief monger cannot be reproved”
“Amir Al Momineen (as) uttered this sentence when Sa’ad ibn Abi Waqqas, Muhammad ibn Maslamah and Abdullah ibn Umar refused to support him in the battle of Jamal. He means to say: these people are so against me that neither have my words any effect on them nor do I need to reproof, rebuke or correct them.” -Abu’l Hassan Muhammad
0 notes
dilkizeenat · 9 years
Text
Haaye Qasim- Mir Hasan
REP LINE) Dasht mein ibn hassan par waqt kaisa agaya x2
Aik gatri mein faqad x2 Qasim ka lasha agaya (REP)
Char kaandhon par janaza ghar mein ata hai magar x2 Aik hi kandhe pe yeh, iska janaza agaya (REP)
Jis tarha chunta hai maali phool apne bagh ke x2 Tukre yoon qasim ke chuney mere maula agaya (REP)
Choom kar taweez sarwar dehr taak roh the rahe x2 Bhai ke lafzon mein jaane yaad kya kya agaya (REP)
Agayee barat unse roh ke fiza ne kaha x2 Ao bibiyon, tazeem ko, utt jao dhulha agaya (REP)
Lash ko tarteeb jab dene laga zahra ka laal x2 Baar haan maula ke aankhon mein andhera agaya (REP)
Baap ka taweez tha bete ke baazoo par banda x2 Iss liye pechan mein qasim ka lasha agaya (REP)
Maatami ke ghar mein akbar, jab koi dhulha bana x2 Yaad sab ko Karbala wale ka sehra agaya (REP)
0 notes
dilkizeenat · 9 years
Text
Jis Dam Hasan Ka Zehrr Se
Jis dam hasan ka zehrr say tukre jigar huwa x2 Seh para dil ka ahon se zeyr oh zabar huwa Samka joh rooh e pak pe zahir asar huwa Haal uski maa mein pak pe us dam digar huwa Rahat mein on farqrar shikam mein khalal huwa Katt kar kaleja tasht ke andar nikal para x2
Dorree(n) janab e Zainab e bekas barehna aba Dekha ke laut the hain pichone pe mujtabaaaa Bolee(n) yeh sar ko peet ke woh gham ki mubtala Haaye haaye behen, nisar ho. Bhai yeh kya huwa Hya phir kisi ne zehrr dagha se pila diya? Kis ne mere kaleje pe khanjar phira diyaa x2
Taqeeyan laga rahe the haram jo idhar udhar Baazoo ko tham lethi thi, koi toh koi sar Farmaya lao tasht, huwa zehrr ka asar Reh reh ke koi kaatha hai tegh se jigar Barr tha tha jab ke daard jigar mein imam ke Jhuk the the bar bar kaleje ko thaam ke x2
Ayein Hussain itne mein ba chasme ashk 'bar Chilla the the ke aapki ghurbat ke main nisar Shabbar gale ko chuum ke, kethe the bar bar Main tumpe saadqe ayy mere Nana ke yaadgar Arre, mujhse zyaada zulm sittam tumpe hoengey Hum qabr mein tumhari museebat ko roengey x2
Bhaiyya tumhari godh mein nikle ga mera daam Tum do ge humko ghusl o kafan jab marengey hum Hoga tumhare paas tho koi bajouz alam Qaatil sirhaane hoega ya khanjar e sitam x2
Shabar toh baad e marg bhi rahat se soega Lasha tumhare goron se paamaal hoega x2 Jisdam hasan ka zehrr se
0 notes
dilkizeenat · 9 years
Text
Pukari Zindan Mein Sakina- Faraz Hussain
REP: Pukari zindan mein yeh Sakina, yateeem kehte hain log mujhko x2
Bichar gaye mujhe se mere baba, Yateem kehte- hai loooog mujhko (REP)
Joh quaidkhanay mein Hind ayee, Sakina se uska nam pooncha x2 Toh usse kehne lagi Sakina, Yateem kehte hain log mujhko (REP)
Gaye hain jab se humare baba, Ajeeb halat hain humare x2 Phata huwa hai humara kurta, Yateem kehte hain log mujhko (REP)
Ay mere Sajjad, mere bhaiya, Mujhe tum ab chor ke na jana x2 Tum hi toh ho ab mera sahara, Yateem kehte hain log mujhko (REP)
Madiney mein hum jana the amma, Tha kitna roshann makan humara x2 Hai ab toh zindaaan aur andhera, Yateem kehte hain looog mujhko (REP)
Faraz o Majid, woh dekho zindan, Wahin Sakina ne daam ko tora x2 Magar labon par tha yeh noha, Yateem kehte hain loog mujhko (REP)
0 notes
dilkizeenat · 9 years
Text
Chadryn Mangi To- Mir Hasan
Haaye Zainab, haaye bazaar x2 REP: Chadryn maangi toh har sheher se aaye pathar x2 Binte Zahra ne kahaa par nahi khaye pathar *rep repeats again*
Chadryn maangi toh Saar jukae huwe roti hai Ali ke beti x2 Aur laeen hastein hain haathon mein utae pathar Binte Zahra ne kahaa par nahi khaye pathar (REP) Chadryn maangi toh
Kya kareemi hai ke bazaar mein chalte chalte x2 khoon e sajaad ne yaqoout banae pathar Binte Zahra ne kahaa par nahi khaye pathar (REP) Chadryn maangi toh
Haath toh tere passe pusht bande the zainabx2 Kaise phir bhai ke laashe se haatai pathar Binte Zahra ne kahaa par nahi khaye pathar (REP) Chadryn maangi toh
Yeh toh insaaf nahi jisne bachaya Islam x2 Iski beti bharey x2 bazaar mein khaye pathar Binte Zahra ne kahaa par nahi khaye pathar (REP) Chadryn maangi toh
Taane de de ke kiya zakhmi dil e Zainab ko x2 Kuch musalmaano ke jab haath na aye pathar Binte Zahra ne kahaa par nahi khaye pathar (REP)
0 notes
dilkizeenat · 9 years
Text
Laash Yeh Kis Dulha Ki Parhi Hai- Faraz Hussain
REP: Laash yeh kis dulha ki parhi hai x2 Haathon mein khoon ki mehndi hai *rep repeats*
Tukre tukre jism hai sara x 2 Khoon se bhara hai sehra uska x2 Nalakuna sehre ki lari hai Haathon mein khoon ki mehndi hai (REP)
Meheka hua sandal se bandan hai x2 Shaadi ka johra ki kafan hai x2 Maut bhi khud jis par roh thi hai Haathon mein khoon ki mehendi hai (REP)
Beyhn kare aik rath ki dulhan x2 Kaise baraooun aapne kangan x2 Baat toh abi aik shab ki hai Haathon mein khoon ki mehndi hai (REP)
Maa ne kitne armaanon se x2 Phool chunne apni haathon se Lash ke aab tukre ginthi hai Haathon mein khoon hi mehndi hai (REP)
Aik chadaar mein laash utaa kar x2 Khemay mein jab laaye sarwar x2 Maa samjhi bete ki baari hai Haathon mein khoon khi mehndi hai (REP)
Sheh bolay ab sog manaao x2 Churiyaan ab dulhan ki barhaao x2 Hum pe kiyamaat ki yeh garii hai Haathon mein khoon ki mehndi hai (REP)
Nauha likhoon ya sehra likhoon Barbadi ko shaadi kehdoon Aankhon mein rehan nami hai Haathon mein khoon ki mehndi hai (REP)
0 notes
dilkizeenat · 9 years
Text
Dariya Se Laut Kar -Hassan Sadiq
REP (both lines x1) Dariya se laut kar na alamdar aa sakey x4 Afsos bekason ke naa ghamkhwaar aa sakey Woh teen din ke pyaas, woh garmi lab e furad x2 Ale rasool pyaas na apni bhuja sakey x2 Afsos bekason ke na ghamkhwar aa sakey (REP) Jhuk kar kamaan hogayi mazloom ki kamar x2 Abbas tera lasha na sarwar utaa sakey x2 Afsos bekason ke naa ghamkhwaar aa sakey (REP) Keh kar jahan se chal diye Abbas e Bawafa x2 Abba mera janaza na kheymo mein jaa sakey x2 Afsos bekason ke naa ghamkhwaar aa sakey (REP) Dariya se paani lakey gira dete they laaen x2 Asghar ko ek bhoond naa paani pila sakey x2 Afsos bekason ke naa ghamkhwaar aa sakey (REP) Awaaz do Abbas ko zindaan e shaam mein x2 Tashnadahan Sakina ki turbat bana sakey x2 Afsos bekason ke naa ghamkhwaar aa sakey (REP)
0 notes
dilkizeenat · 9 years
Text
Tu Ghulam e Syed e Wala-Mukhtar Hussain
Tu Ghulam e Syed e Wala agar hojaega x2 Kya duayein teri baaton mein asar hojaye ga REP: Tu ghulam e 
Karbala ki khaaak pe sajdah agar ho jayega x2 Marhala roz e jaza sar se sar hojaye ga (REP) Maut se kyun kar daray momin bara hoshiar hai x2 Ishq e haider mein amar hojaye ga (REP) Yeh dua maang woh rahe jannat mein hum sheh ke kareeb x2 Kaam bakshish ka to inke naam par hojaye ga (REP) Janati hone ka nuskha chahiye waiz tujhe x2 Majlison mein maatam e Shabbir kar hojaye ga (REP) Aana jana seekh le tu majlis e Shabbir mein x2 Rasta jannat ka teri rah guzar hojaye ga (REP) Naam gar karna ho roshan tujhko Gauhar ki tarha x2 Ya Ali Maula Ali ka wird kar hojaye ga (REP)
0 notes
dilkizeenat · 9 years
Text
Faqeer Log Hain -Mukhtar Hussain
REP (this line x1): Faqeer log hain zikr e Ameer karte hain x2 Ali wali ka wazifa, Ali wali ka wazifa, kaseer karte hain (REP)
Ali ka zikre ibadaat baqa-e mursal hai Sitam ki dhoop agar ho to haq ka badal hai Ali baghair sirat e nijaat ojal hai Ali baghair nabuwaat bhi namukamal hai Hum iss kasauti pe zikr e ghadeer karte hain  (REP)
Ali ka zikr dillon ko jhinjor deta hai Munafiqaat ki faseelon ko torr deta hain Nifaaq kufr ka panja merorr deta hai Harr ek bogz ke tufaan morr deta hai Harr aik kaam ali benazir karte hai (REP)
Ali ke chahne wale zaheen hote hain Hahe fana mein baqa ke ameen hote hain Yahi toh waris e deen e Mobeen hote hain Ali ke darr ke sawali haseen hote hain Adaayein ajr e risalaat faqeer karte hain (REP)
Nabi ne jang mein sab ko hi azmaaya hai Magar kisi ne koi kaam bhi dikhaiya hai Baekhtesaas Nabi ne usse bulaya hai Joh harr whega mein nabuwaat ke kaam aya hai Madad Nabi ki Janab e Ameer karte hai (REP)
0 notes