Tumgik
baabulilm · 2 years
Text
zikr us pari-vash ka aur phir bayan apna
ban gaya raqib akhir, tha jo raz-dan apna
the splendour of her beauty and the manner I narrate
so my rival he's become, who was my confidant to date
14 notes · View notes
baabulilm · 2 years
Text
Aati jaati saans ka aalam na pooch, jaise dohari dhaar ka khanjar chaley...
7 notes · View notes
baabulilm · 2 years
Text
zindagī hai yā koī tūfān hai!
ham to is jiine ke hāthoñ mar chale
7 notes · View notes
baabulilm · 2 years
Text
Ashkon ko arzu-e-riha.i hai roiye,
Ankhon ki ab isi men bhala.i hai roiye.
Rona ilaj-e-zulmat-e-duniya nahin to kya,
kam-az-kam ehtijaj-e-ḳhuda.i hai roiye.
Taslim kar liya hai jo ḳhud ko charaġh-e-haq,
duniya qadam qadam pe saba.i(gentle breeze) hai roiye.
ḳhush hain to phir musafir-e-duniya nahin hain aap,
Is dasht men bas abla-pa.i(having blisters in the feet,) hai roiye.
ham hain asir-e-zabt(captive, bound by tolerance) ijazat nahin hamen,
ro pa rahe hain aap badha.i hai roiye..
3 notes · View notes
baabulilm · 2 years
Text
Ashkon ko arzu-e-riha.i hai roiye
Ankhon ki ab isi men bhala.i hai roiye
2 notes · View notes
baabulilm · 2 years
Text
Qissay Meri Ulfat K Jo Marqoom Hain Saare"
Aa Dekh Tere Naam Se Mosoom Hain Saare"
Bus Is Liye Har Kaam Adhoora Hi Parra Hai"
Khaadim Bhi Meri Qaum K Makhdoom Hain Saare"
Ab kon Mere Paaon Ki Zanjeer Ko Kholay"
Haakim Meri Basti K Bhi Mehkoom Hain Saare"
Shayed Yeh Zarf Hai Jo Khamosh Houn Ab Tak"
Warna To Tere Aeib Bhi Maloom Hain Saare"
Sub Jurm Meri Zaat Se Mansoob Howy "Mohsin"
Kya Mere Siwa Shehar Mein Masoom Hain Saare
4 notes · View notes
baabulilm · 2 years
Text
Par nikalte rahe bikharte rahe
Unchi nichi udaan chalti rahi
3 notes · View notes
baabulilm · 2 years
Text
Bhuuk se Dagmaga rahe hain paanv
Aur bazar se guzarna hai
2 notes · View notes
baabulilm · 2 years
Text
Hai marizon mein tazkira apna
Azmai hui dava ki tarah
3 notes · View notes
baabulilm · 2 years
Text
tode jaate hain jo shishe
vo nokile ho jaate hain
2 notes · View notes
baabulilm · 2 years
Text
Khat Lifafe Mein Ghair Ka Nikla
Us Ka Qasid Bhi Be-Vafa Nikla
3 notes · View notes
baabulilm · 3 years
Text
Meri Khaaq Bhi Udegi Ba Adab Teri Gali Se,
Tere Aastaan Se Uncha Na Mera Gubaar Hoga.
4 notes · View notes
baabulilm · 3 years
Text
Kya Takalluf Kare Yeh Kehne Mei
Yaro! Jo Bhi Khus Hai Hum Us Se Jalte Hai
Jaun Elia
7 notes · View notes
baabulilm · 3 years
Text
Humein Bhi Faqa Kashi Ne Kafir Bana dia Hai,
Khayal Roti K Aaj Sajde Mei Aagaey They..
7 notes · View notes
baabulilm · 3 years
Text
Zindegi Haey!! Tere Naaz Uthaey Na Gaey,
Humse Aadaab Saleeqe Se Nibhaey Na Gaey..
4 notes · View notes
baabulilm · 3 years
Text
Tumblr media
2 notes · View notes
baabulilm · 3 years
Text
Hazaar Dard Shab-e-Aarzu Ki Raah Mei Hai,
Koi Thikana Batao Ke Qafila Utre........
5 notes · View notes